Top 60 Evergreen Dialogues Of Bollywood – Dialogues
Singer | Dialogues |
Song Writer | Dialogues |
Top 60 Evergreen Dialogues Of Bollywood
Khamoosh!
Ruk jhao … yeh shaadi nahin ho saktiMere aankhon me dekh ke kaho … ki tum mujhse pyar nahin karte
Jurm ki duniya ka betaaj badshah!
Kutte kamine … main tera khoon pee jaoonga
Abe saale ghonchu!
Khushi jab hadh se badh jaati hai toh gham ban jaati hai
Doctor sahab, aap operation ki tayaari kijiye … main paison ka intezaam karta hoon
Chillaaoo aur chillaaoo … yahan se tumhari awaaz kiseeko bhi sunayi nahin degi … ab tumhe bhagwan bhi bachaa nahin sakta
Main tumhare bachche ki maa banne waali hoon
Kuch paane ke liye … kuch khona padhta hai
Loha lohe ko kaatta hai
Bhagwan ke ghar mein dher hai … andher nahi
Ek baar mujhe maa kehkar pukaro beta
Ghoda ghaas se dosti kar lega … toh khayega kya?
Gham ke siva … mein tumhe kuch bhi nahin de sakta
Ab hum kisi ko mooh dikhaane ke layak nahin rahe
Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha
Mohabbat aur nafrat ki jung mein … jeet hamesha mohabbat ki hoti hai
Jeet hamesha bhagwan ki hoti hai … shaitan ki nahi
Aiye ji sunte ho aap bade woh hein
Waqt se pehle aur kismat se zyada … na kisi ko mila hai na milega
Khuda kisi ko itni khudai na de … ke apne sivah kuch dikhai na de
Agar yeh jhoot hua … toh yeh tumhara aakhri jhoot hoga
Mere daulat se nahin … mujhse pyar karne wali chahiye
Uparwaala jab bhi deta hai toh chappad phaad ke deta hai
Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai
Meri khamoshi ko meri kamzori mat samajhna
Kashtiyan sabki kinare pe pahunch jaati hai … nakhuda jinka na ho unka khuda hota hai
Maa ki jagah is duniya mein koi bhi nahi le sakta
Taluk hai my lord, taluk hai!
Tune mere peeth pe chura bhoka hai
Jo sheeshe ke gharon mein rehne hein woh doosron pe patthar nahin phenkte
Zindagi ke jis modh par tum nazar uthakar dekhoge … sirf mujhe paoge
Zindagi kaatne ke liye ek sachche jeevan saathi ki zaroorat hoti hai
Tumhare khyaal kitne neech hain
Jab seedhi ungli se ghee nah nikle … toh ungli tedi karni padti hai
Yeh anyaay hai bhagwan!
Kutte ki dum tedi ki tedi hi rehti hai
Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega
Rukjao … kanoon ko apne haath mein mat lo
Har cheez ka ek waqt hota hai
Hato na … log kya kahenge?
Main tumhare bina nahin jee sakti
Hum sar kata sakte hai … lekin sar jhuka nahi sakte
Itne paise tum kahan se laiye?
Mulzim ko ba-izzat bari kiya jaata hai
Tumhe charo taraf se gher liya gaya hai apne aap ko police ke hawale kar do
Kanoon ke haath bahut lambe hote hain
Kabhi kabhi joh hum soochte hai woh hota nahi hai … aur joh hota hai woh hum soochte nahi hai
Muddai lakh bura chahe to kya hota hai … wohi hota hai joh manzoore khuda hota hai
Dil ki awaaz kabhi galat nahi hoti
Kuch baatein aaisi hoti hai joh kahi nahi jaati … sirf samjhi jaati hai
Kehne aur karne mein bada fark hota hai
Meri zindagi ka matlab hi uski barbadi hai
Driver … gaadi roko!
Door ho ja meri nazron se
Abe chapadganju!
Maa main first class first pass ho gaya hoon
Tum mere liye mar chuke ho